Title: saza
Tags:
Blog Entry: Tere ishq ki inteha chahta houn.. Meri saadgi daikh main kya chahta hun. Sitam ho keh ho wada-e-be hijaabi.. Koi baat sabar azmaa chahta hun.. Yeh jannat mubarak rahay zaahidoun ko.... Keh mein aap ka saamna chahta hun... Zara sa to dil houn, magar shoq itna. Wohi laan tarani sunna chahta hun... Bhari bazm mein raaz ki baat keh di.. Bada be adeb hun saza chahta hun..
VIEW FULL VERSION: Link