tum jaany mutt'aa ho
aik husn'e dilruba ho
itna to main kahoon ga
meri is gazal ka
rangeen kafiyoon ka
aik baat tum se poochhoon
bolo jawab do gy
ye husn ye jawani
sarkaar kiya karo gy
honton ki muskurahat
becho khareed loon ga
manzoor ho to bolo
anmol daam doon ga
laikin aik baar muskuraado@};-